Kya Hua Tera Wada Lyrics in English - Gunjan Lyrics

Kya Hua Tera Wada Lyrics in English - Gunjan Lyrics

Kya Hua Tera Wada Lyrics is a hindi song from the  movie Kal Aaj Aur Kal. The singer of this song was Rafi, Sushma Shreshtha.  Majrooh Sultanpuri was the writer of  Kya Hua Tera Wada Lyrics.



Movie:  Ham Kisi Se Kam Nahin
Music Director: R D Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Singers:  Rafi, Sushma Shreshtha
 
 
 



Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada bhoolega dil jis din
tumhe
Oh din zindagi ka aakhri din hoga (2)

Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakri din hoga (child)
Yaad hai mujhko tune kaha tha
Tujhse nahin roothengey kabhi
Dil ki tarah se haat mile hain
Kaise bhala chootengey kabhi
Teri baahon mein beeti har shaam
Bewafa yeh bhi kya yaad nahin

Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga

O kehne waale mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ke khatri
Yah jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ke tujhe kuch bhi yaad nahin

Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Oh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada woh kasam woh iraada
Woh kasam woh iraada ...






Comments