Abhi Na Jao Chhod Kar Lyrics in Hindi- Asha & Mohammed Rafi

 Abhi Na Jao Chhod Kar Lyrics: Abhi Na Jao Chhod Kar Song is the fantastic old romantic song lyrics from the movie Hum Dono (1961). The song is sung by Asha Bhosle & Mohammed Rafi. The lyrics are written by the great lyricst Sahir Ludhianvi & Jaidev.


Abhi Na Jao Chhod Kar Lyrics


Abhi Na Jao Chhod Kar Lyrics

Abhi na jaao chod kar

ke dil abhi bhara nahin (2 times)

Abhi abhi to aayi hoo abhi abhi to

Abhi abhi to aayi ho bahar banke chhayi ho

Hawa zara mahak to le

nazar jara bahek to le

Ye shaam dhal to le zara (2 times)

Ye dil samhal to le zara

Main thorhi der jee too

lun nashe ke ghuunt pi to lun

Nash eke ghunt pi to lun



 

abhi to kuchh kuchh kaha nahin

Abhi to kuchh suna nahin

Abhi na jaao chod kar ke dil abhi bhara nahin


Sitaren jhil mila uthe… (2 times)

Charag jagmaga uthe

Bas ab na mujhko tokna… (2 times)

Na barhke raah rokna

Agar main ruk gayi abhi to jaa na paungi kabhi

Yehi kahoge tum sada ke dil abhi nahin bhara

Jo khatm ho kisi jaga ye aisa silsila nahin


Abhi nahin abhi nahin


Nahin nahin nahin nahin


Abhi na jaao chod kar ke dil abhi bhara nahin



 

Adhuri aas… (2 times)

Chodke adhuri pyas chorh ke

Jo roz yun hi jaaogi to kis tarha nibhaogi

Ke zindigi ki rahon mein jawan dilon ki chaha mein

Kayee maqam aayenge jo humko azmayenge

Bura na mano baat ka ye pyar hai gila nahin


Haan… yeh kahoge tum sada

ke dil abhi bhara nahin


Haan…an… dil abhi bhara nahin


Nahin nahin nahin nahin


Comments