Zinda - Harish Budhwani Song Lyrics

 

Zinda - Harish Budhwani Song Lyrics


Zinda is underated top soulful song. This song is sung, written and composed by Harish Budhwani. This is very good song we have provided this song lyrics below:

 

Zinda- Song's Credit / Details
Song
Zinda
SingersHarish Budhwani
LyricistHarish Budhwani
Music ComposerHarish Budhwani

 

Zinda - Harish Budhwani  Song Lyrics

Haan baatein kari hawaaon se maine kayi
Baithe zameen par taare yahaan mere kareeb
Kya mai hi yahaan zinda hoon
Haan mai hi yahaan zinda hoon
Sapne ghere mujhe baatein karein mujhse sabhi
Ye nazaare chaand sitaare pooche phir se yahi
Kya mai hi yahaan zinda hoon
Haan mai hi yahaan zinda hoon

Patta patta saazish karta pooche mere pata
Panchi o panchi gaate kyoon ho mere sang sadaa
Gunguna rahi hawayein yahaan
Door hai kahin mera jahaan
Dhundhta hai dil saathi kahaan
Sunta nahi koyi yahaan

Hai koi wahaan jo soya nahi meri tarah
Raatein khamosh hai pooche mujhe phir ek dafa
Kya tum bhi wahaan zinda ho
Ha mai bhi yahaan zinda hoon
Kya tum bhi wahaan zinda ho
Ha mai bhi yahaan zinda hoon
Kya tum bhi wahaan zinda ho
Ha mai bhi yahaan zinda hoon
Kya tum bhi wahaan zinda ho
Ha mai bhi yahaan zinda hoon

Comments