Kya Mujhe Pyar Hai Lyrics- K.K

 Song : Kya Mujhe Pyar Hai
Album : Woh Lamhe (2006)
Singer : Kay Kay
Musician : Pritam Chakraborty
Lyricist : Neelesh Misra

 

Kya Mujhe Pyar Hai is from Woh Lamhe Movie which was released on 2006. Woh Lamhe was a romantic drama film directed by Mohit Suri, starring Shiney Ahuja and Kangana Ranaut. and Kya Mujhe Pyar Hai was the one of the best song from this movie. K.K was the singer of the Kya Mujhe Pyar Hai Song. The lyrics of the song is written by Neelesh Misra. This Kya Mujhe Pyar Hai song was composed by Pritam Chakraborty.

 

We have given Kya Mujhe Pyar Hai lyrics below:

Kya Mujhe Pyar Hai lyrics:


kyun aajkal neend kum khwaab zyada hai
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kal tha fakir aaj dil shehzada hain
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
o o o o o ...

meri duniya...
pathhar ke in raston pe
phulon ki ek chadar hain
jabse milen ho hamko
badla har ek manzar hain
dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale
rang naye naye hain jaise ghulte hue
soye se khwaab mere jaage tere waaste
tere khayaalon se hai bheege mere raaste
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
o o o o o ...

tum kyon chale aate ho
har roz in khwabon mein
chupke se aa bhi jaao
ek din meri baahon mein
tere hi sapanen andheron mein ujaalon mein
koi nasha hain teri aankhon ke pyaalon mein
tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein
har din chura tumhein main laata hoon khayalon mein
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
kya mujhe pyar hain aah

Comments